Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2055
Waqt badal jata hai log badal jate hai,sab ek dusre ko bhul jate hai,nahi sikha humne waqt k sath badalna,shayad isliye Aap hume yaad aate hai..
Lekar dil vapas kiya nai jata Yun nazuk dil ko jakham diya nai jata Sachmuch ye dunia zalim hai Pyar hai phir bhi apse jataya nai jata.
Pyaar kya hota hai hum nahi jaante,Zindagi ko hum apni nahi maante,Gham itne mile ki ehsaas nahi hota,Koi hume Pyaar kare to vishwas nahi hota...
Doori yo ki na parwah kiya kijiye, DiL jab bhi pukaare bula lijiye, Hum Door jyada nahi Apse, Bass apni Ankhon ko palkon se mila Lijiye
dil se tera kahayal na jai to kaya karain,tu bata tu yad aaye to kaya karain,hasrat hai tuje ik nazar dekhanay ki,magar kismat wo lamaha na laye to kaya karain
Her sham ke bad rat ati hai, her baat ke bad tumhari yaad ati hai,, chup reh ker bi dekh lia hum ne,Khamoshion se bi tumhari awaz ati hai.
Chahat hai kisi ki chahat ko pane ki chahat hai chahat ko aazmane ki, wo chahe hame chahe na chahe, Par chahat hai unki chahat me mit jane ki…

