Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2041
Dil ke zakhmo ki sifarish na hui,Humari muskan ki faramaish na hui. Jise dekhne ko tarsati rahi aankhe unhe humse milne ki khwahish na hui..
unke paas humare liye nafrat bhi nahi mohobbat bhi nahi us shaks ko humse koi shikayat bhi nahi shayad hum ji nahi sakte unke bina aur unhe shayad humari zarurat hi nahi
Na jagao mujhe neend se, bohot dino ke baad soya hun, dikhaa do kafan hataa ke usko, ki marne ke baad bhi uski yaad me kitna roya hun..
Ek bewafa k zakhmo par marham lagane ham gaye Marham ki kasam marham na mila mar ham gaye.
Kbi Ansu Tokbi Khushi Bechi Humne Akelepn M Tnhai Bechi Roz Mrti Hui Zindgi BechiStane Lge Jb Muje Mere Hi SyePreshan Hoke Mne Roshni Bechi1hum Hi The Jo Khud Hi Bik GyeWrna Logo Neto Zindgi Bechi
Masoom mohabbat ka itna sa fasana hai.Kagaz ki haweli hai barish ko bhi aana hai.Us paar utrne ki ummed bahut kam hai.Kashti bhi purani hai tufan ko bhi aana ha
Ishq krte the hum,logo ne nafrt karna sikha diya,jis chehre ko dekh kar haste the usne rona sikha diya,ham to marna chahte the,maut k intzar ne jina sikha diya.

