Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2040
Hamari Khamoshi Hamari Fitrat Hai, Aapki dosti Hamari Chahat Hai, Yeh Zindagi Jo Itni Khubhasurat Hai, Uski Wajah To Bas Aapki mahobbat Hai.
Wo to pani ki bund hai jo ankho se beh jaye,Ansu to wo hai jo tadap k ankho me hi reh jaye,Wo pyar kya jo lafzo me byan ho,Pyar wo hai jo nigaho me nazar aaye!
Mujhse Apna Pyar Kabhi Wapas Mat lena Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Lena Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hun Mujh Se ye izhar Kabhi Wapas Mat Lena
Nazrein mile ek zamaana ho gayaa…. Aisa lagta hai apna bhi koi begaana ho gayaa…. Wo to chale gaye humse door…. Lekin mushkil is dil ko samjhaana ho gayaa
Dilo me aarzu ke diye jalte rahenge,Ankhon se aasu nikalte rahange,Tum shama bankr dil me roshani kar do.Hum bhi mom ki tarah pighalte rahe
Wo na Aye unki yad akar wafa karGai Unse milne ki tamanna Sukun tabah karGai Ahat hui socha asar Dua kar Gai Darvaja khola to dekha mazak Humse hawa kar gayi
Takdir ne chaaha, Takdir ne bataya. Takdir ne tumko or humko milaya. Khushnasib the hum ya wo pal, jab tum sa Anmol SATHI is zindagi me aaya.

