Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2033
NashiLi Aankho Se Aap Jab Hamein Dekhte Hain.Hum Ghabrakar Aankhen Jhuka Lete Hain.Kaun MiLaye iN Aankho Se Aankhen.suna Hain Aap Aankho Se Apna Bana Lete Hain.
Chahne se koi cheez apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehna to chahte hai bohot kuch apse, magar kabhi alfaaz to kabhi zubaan saath nahi hoti..
na roke aaj humey koi, dard mein doob jaane de jitney bhi ansoo kaid hain, aaj unko bahaane de suna hai humney, pani ki dhaar se patthar bhi kat jate hain dekhenge, haal pe mere kya sang dil bhi pighal jatey hain…
pyar unka bhulaya na gaya,unke baad kabhi muskura na gaya, unki to berukhi me bhi wo ada thi zalim, ki bewfa ka ilzam b unpe lagaya na gaya
Vafa Nahin Milti Yahan Vafa Karke,Humne Dekha Hai Tazurba Karke, Zindagi To Kabhi Nahin Aayi,Maut Aayi Bhi To Zara Zara Karke.
Beete Hue Lamhe Yaad Na Karo, Ae Ishq Hume Yun Barbaad Na Karo, Ankho Ke Samundar Sukh Gaye Hai, Ab Inhe Barsane Ki Fariyad Na Karo
Unse najar kya mili rosan fizain ho gyiAj Jana pyar ki Jadugari kya chij heHum labo se keh na paye un se hal-e-Dil kbhi Or vo samje nhiK khamosi kya chij he

