Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2026
Tum Apni Zulf Ki Parchayi Muje DedoTum Apni Sham Ki Tanhayi Muje Dedo Main Dub Jau Tumhri Udas Ankho MeTum Apne Dard Ki Gehrayi Mujhe Dedo
Jab rota hoon to dikhta kyun nahi ansoo ye mera chupta bhi nahi kaise ho gaye hai zindagi meri Jeeta hoon par jee pata bhi nahi.
Ye jindgi bhi na jane kitne mod leti hai,Har mod pe naye sawal deti hai,Dhundte rehte hai ham jawab jindgi bhar.Jawab mil jaye to jindgi sawal badal deti hai.
Zikar unka hi aata hai mere fasane mein,jinko jaan se zyada chaha hmne zmane mein. Tanhayi mein unki hi yaad ka sahara mila,nakamyaab rhe jinhe hum bhulane mein
Kagaz pe hamne jindagi likh di, Ashko se sinch kar har khushi likh di, dard ko jab hamne ubhara labzo pe, to logo ne kaha Wah Kya Gazal likh di....
Ankhen apki ho, par ansu mere Zindagi apki ho, par sanse meri Dil apka ho, par dharkan meri Zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi Kafan apka ho, aur maut meri.
Ye Aankhe Num Kyo-Hai... Ye-Dil Gumsum Kyo-Hai... Jise-Kabhi Paya He Nahi Use Khone Ka Gum Kyo-Hai…

