Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2018
Palko ki nami me chupakar sapno ko,Humne unhe jeene ki izazat de di,Hum tutkar bhikar gaye tukdon me,Aur unhe muskurane ki izazat de di...!
Smjte h wo k pathar h hum,unko thokar maar jaynge,bewfa 1bar kehde nafrat h humse,khuda ksam pathar to kya phul banke bhi raho me nahi ayenge
Tum Ta'alluq Todne Ka Kahin Zikar Na Karna Jaan Me Logon Se Keh DunGa Ke Use Fursat Nahi Milti.
Chaman se 1 bichda hua GULAB hu.Mai khud apni TABAHi ka jawab hu.Yun nigahen na fer apne yar se.Mai apni hi mauj me barbaad Hu.
PEE KE RAAT KO HUM,UNNKO BHULANE LAGE, SHARAB MEIN GUM KO MILANE LAGE. YEH SHARAB BHI BEWAFA NIKLI YARO NASHE ME TO WOH AUR BHI YAD ANE LAGE.
Jinki tamanna dil me thi,judai ab hum unki sehte hain, fursat nahi unhe hamse baat karne ki,isi liye hum har waqt khamosh se rehte hai…
ZUBAN KHAMOSH,ANKHON ME NAMI HOGI,YHI BAS EK DASTAN-E-ZINDAGI HOGI,BHARNE KO TO HAR ZAKHM BHAR JAYEGA,KAISE BHAREGI WO JAGAH JAHAN APKI KAMI

