Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 2016
usne kaha bas itni mulaqat bahut hairo ro ke kaha thehro abhi raat bahut hai aansoo mere thum jaaein to phir shauq se jana aise mein kahan jaoge barsaat bohat hai
MIT JAYE DHURI AGAR TUM CHAHO NA KOI HO MAJBURI AGAR TUM CHAHO WESE TO HAIN HAME CHAHNE WALE BOHT MAGAR MERI YE HASRAT HAI MUJHE SIRF TUM CHAHO..
Apna v drd muje mere razdaar de kuch apni zindagi pe muje ikhtiyar de asa na ho ki kl tu mera sath chhod de jitna niba ske muje utna hi pyar de
Umar bhar aapko itna pyaar denge,Soch se bhi zyada beshumaar denge,Di na hogi itni khushiyan kisi ne apne pyaar ko,Vaada hai utni khushiya bar bar denge.
Ab Khawabo Me Rishtey Banata Hu,Tere Daman Ko Or Karib Pata Hu,Raahein Ulfat Muskil Hai Magar,Teri Yaadon Se Apni Sanse Chalata Hu.
DIL KI MAJBURI BATANA NAHI AATA,KISI KO AISE TADPANA NAHI AATA SUNNA CHAHTE HAI EK BAAR FIR AWAZ AAPKI,MAGAR BAAT KARNE KA kOI BAHANA NAHI AATA
Har sham se tera izhaar kiya karte hai, Har khwab me tera didar kiya karte hai, Diwane hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milne ka intzaar kiya karte hai

