admin ' SMS Collection - Page 2010

admin Posted In Shayari
2 years ago

DONO ANKHON MAY ASKH DIYA KARTE HAIN,HUM APNI NEENDE TERE NAM KIYA KARTE HAI...JAB BHI PALAK JHAPKE TERI,SAMAJ LENA HUM TUJHE YAD KIYA KRTE.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 140
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Sukhe phool ko todane wala koi nahi, Toote dil ko jodane wala koi nahi, Kitana khali hai ye dil sayad koi jaan pata, Afsos ye hai ine sunne wala koi nahi

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 153
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai,hume yad karna to door,Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 160
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Wo yuhi ruth gaye, sare armaan mere tut gaye,nafrat ka dhong aise dikhaya,ki wo pathar bankar jeena lage aur hum shisha bankar tut gaye.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 136
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Jane lagi jab wo chhod kr hath mera, Toote dil ne himaakat kar di, Socha tha k chhupa lenge gam apna, Pr kmbakht ankho ne bgawat kar di.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 136
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Jaagte hain tanha raaton me,Khota hai dil unki baaton me,Mili nahi dil ki manzil aaj-tak,Kyunki dard hi dard likhe hai in haathon me..

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 134
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Jab Mujhe unse Mohabbat hui thi...., Tab unhe hamari Mohabbat pe shak tha...., Jab unhe ehsaas hua hamari Mohabbat ka tab hum par kisi aur ka Huck tha.......-

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 158
Tags: Shayari - Sad Shayari
Previous 2008 2009 2010 2011 2012 Next
Page(2010/2786)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites