admin ' SMS Collection - Page 2002

admin Posted In Shayari
2 years ago

HUM AAP KO KABHI KHONEY NAHIN DENGE JUDA HONA CHAHA TO BHI HONE NAHIN DENGE CHANDNI RATON MEIN AYE GI MERI YAAD MERI YAAD KE WOH PAL AAP KO SONE NAHIN DENGE

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 156
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Khuda jaane pyar ka dastur kya hota hai, jinhe Apna banaya wo dur hota hai, kehte hain ke milte nahi Zamin Aasman, fir kyun Aasman Zamin par Fida hota hai.?.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 157
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho to apnapan hai, Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 160
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Ajib si kashish hai tum me ki hum tumhare khayalon me khoye rahte hai yeh soch kar ki tum khwabho me aavoge hum din me bhi soye rahte hai

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 137
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dil Tadpata Raha Or Woh Jane Lage… Sang Guzre Har Lamhe Yaad Aane Lage… Khamosh Nazro Se Dekha Jo Usne Mud kar… Yu Bhingi Palko Se Ham Bhi Muskurane Lage…

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 162
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Mera kya hai ek roz jahan se rukh'sat ho jaunga,Mere baad na aankho se moti bahana tum.Tere bina jinda laash hun mujhe koi ehsaas nahi,Chhukar mere jism ko koi nayi aas na jaganaa tum.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 184
Tags: Shayari - Sad Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

aaj phr mazaar pe diya jala gya mujko jagakar jane kahan chala gya chori thi dunya ki khush rahega wo aanso gira k kabr pe mujko rula gya

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 137
Tags: Shayari - Sad Shayari
Previous 2000 2001 2002 2003 2004 Next
Page(2002/2786)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites