Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1993
Faasla mita kar aapas main pyaar rakhna,Pyaar ka ye rishta hamesha yun hi barkaraar rakhna,Bichad jaye kabhi aapse hum toh,Aankhoon main hamesha intazar rakhna
Dil Ki Dhadkan Dhadka Gaya Koi,Mere Khwabon Ko Mehka Gaya Koi,Hum Anjane Raho Par Chal Rahe The,Achanak Hi Raasta Bata Gaya KOI
Aakho ko bandh karoge to hame dekhoge.Aakhe khologe to hame hi paoge.Zindagi me kabhi rona mat varna,Unn aasuo me bhi hame hi bahaoge.
Chand tare jami pe lane ki zid thi, hume unko apna banane ki zid thi, achha hua wo pehle hi ho gaye bewafa , warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.
maangu bas tuje wo ibadat dede tere pyaar ke khazane se thodi si mohabat dedeya sath de muje umarbharka ya teqe dar par marne ki ijazat dede.
hum aapki dosti ko salam karte hai iska har 1 lafz aapke naam karte hai aaj aap mango khuda se jo aap chaho, kyonki hum aaj ki har mannat aapke naam karte hai.
Kati kahin pe raat to kati sahar kahin Rahe wafa mein chain na paya magar kahin Wo sun rahe hai yu mera afsana e hayat Dil hai kahin khyal kahin aur nazar kahin Dil mein panap rahi hai bas yehi arzooYarab mile humko koi humsafar kahin

