Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1987
Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki, Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.
Teri yaado se mehke zahn o dil,tujh se bhichde ge to mar jaege hum,tu khafa na hona meri masrufiyat se,tujh ko har lamhe yaad na agar rakh payege hum
Maanzil Na Rahi Koi Thikaana Bhi Nahi Hai.. Wapas Mujhe Ghar Laut Ke Jaana Bhi Nahi Hai.. Maine Hi Sikhaaya Tha Use Teer Chalana.. Ab Mere Siva Uska Koi Nishaana Bhi Nahi Hai..!
Apno ko jab apne kho dete hai,tanhaiyo mai wo ro dete hai,kyu in palko par bithate hai log unko,jo in palko ko aksar ansuo se bhego dete hai
N Jane kis batki wo saza dete he, Meri Hasti Ankhoko rula dete he, Ab Zamane se nhi khbar unki, Kya Is tarah Apno ko Bhula dete he.
ZARURI nahi par AISA hua krta h,jisko CHAHO wahi DHOKA diya krta h.JHOOTI KASME khake SATH nibhane ka,har MOD pe RASTA badal liya krta h.
N Khairiyat Koi N Paigam Aya H Jo Chaha Nhi Wahi Anjam aya H Kya UsNe Bhula Di mohbbat Meri? Aaj Na Dua N Koi Salam Aya H.AI

