Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1986
Todoge aur kitne dil janaab,Har dil mein khuda basta hai mere yaar,Jab jaaoge khuda k paas,Kyon toda ghar unka,Kya doge iska jawaab??
Ye mana ki bade hi badnaam hai hum,kar jate hai shrarat kyoki insan hai hum,lagaya na kariye humari bato ko dil se,aapko to pata hai kitne nadan hai hum.
Aaj Bhi 1 Sawal Hai is DIL Me Pyar Ka Gam Beshumar Hai is DIL Me Kuch Keh Nai Pata Ye DIL Magar Kisi K Liye Bahut Pyar Hai Is DIL Me..
Chah kar bhi juda na reh sakoge. Ruthkar bhi khafa na reh sakoge. Hum chahat hi kuch aise nibhayenge. ke Aap hamare bina 1 pal bhi reh na sakoge.
Hatho me hai lakire hazar,kisi me gum kisi me khusiyo ki bahar,na jane wo kaun si lakir hai,jisme khuda ne likh diya apka pyar
Chand utra tha hamare angan me, yeh sitaro ko gawara na hua, hum bhi sitaron sekya gila kare, jab chand hi hamra na hua
Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi, Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi, Is umar key sehra say teri yaad ka baadal, Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,

