Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1985
PYAR VYAR to ek bahana hai... Aankh mile na mile LIPS ko milana hai... Yehi style hai sab ASHIQON ka,kya kare yaar RAJKAPUR ka nahi IMRAN HASHMI ka zamana hai...!
Kash mobile company ke offer aise hojaye jo mujhe sms karte ho unke cell apne aap recharge hojaye aur na karte ho to unke sim block hoja
Kuch Log Zindgi me Dukh pate he Zindgi kitni Anmol he Ye bhul jate he Zindgi Jina Gulab se sikho, Jo Khud Tutkar 2 Dilo ko Milate he...
Kitabo mein phool rakhna darakhto pe naam likhna Tumhe bhi yaad hai wo harfe nazar se salaam likhna Woh sham ki mulaqate,wo pyar bhari baten Wo chote chote kagzo par muhabbato ke paigham likhna
Kismat K Maro Se Pyar Kiya Nahi Krte,Dar Dar K Hum Kabhi Jiya Nahi KarteDil TootNe Ka Dar Unko Hoga Jo Bichadne K Dar Se Pyar Kiya Nahi Karte.
Aap k pyar ko salam kiya hai.Jine ka har andaz apke naam kiya hai mang lijiye us khuda se aaj kuch bhi Kyonki humne apni har mannat ko apke naam kiya hai..
Sath rehte yuhi wqt guzar jayega Dur hone ke baad kaun kise yd ayega Ji lo ye pal jb hum sath hkalka kya pata Wqt kaha le jayega

