Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1971
Lamha-Lamha Apke Hothon Par MusKan Rahe Har Gum se Aap Anjan Rahe Jiske sath Mahek Uthe Aapki Zindgi Hamesha Aapke Pas Wahi Insaan Rahe
Aaj Bhi Ek Sawal Hai is DIL Me Pyar Ka Gam Beshumar Hai is DIL Me Kuch Keh Nahi Pata Ye DIL Magar Kisi K Liye Bahut Pyar Hai Is DIL Me.
'Dil k bazar me main sabse garib hu,khwabo ki duniya me 1 mai hi badnaseeb hu, unke paas mere liye waqt hi Nahi or log samajhte hai k mai unke sabse kareeb hu..
Tanha si zindagi me chota sa sath tumhara; Itefaq hi sahi par lagta hai dil ko pyara, Jaise akele se is parinde ko mil gaya ho Aasman saara
Main uski shakal ko dil se utar deti hoon…..kabhi kabhi tu main khud ko bhi mar deti hoon…..ye mera haq hai mai use dukh bhi doon….main chaht bhi tu use beshumar deti hoon.
Kal mila waqt to zulfein teri suljha doonga, Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein, Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein, Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein.
Dil torna humari aadat nahi Dil hum kissi ka dukhate nahi Bharosa rakhna meri wafaon pe Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi

