Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1955
Sabki khushi ki chah karte hain,Bas itna sa gunah karte haiAaj phir apke intezaar main bethe hain,Dekhna hai kab aap Yaad karte hain.
Aaj se sabhi raah aasaan ho gaye,Do jism aab to ek jaan ho gaye,Jabse woh is dil ke mehman ho gaye,Is dil ke poore sare armaan ho gaye...
HO PURI DIL KI HAR KHWAHIS AAPKI, AUR MILE KHUSIYO KA JAHAN AAPKO. AGAR AAP MANGE AASMA KA 1 TARA, TO KHUDA DEDE SAARA AASMA AAPKO
Waqt our khusi aapke gulam honge,Harpal meri sanse aapke hi nam honge,Jara gorse to dekna meri jan, tere harek kadmo keniche mere hathoke nisan honge
Chalta Tha Kabi Hath Mera Tham Kar Jis Par Karta He Bhut Yad Wo Rasta Use Kahna Umeed Wo Rakhe Na Kisi Or Se Har Shakhs Mohabat Nahi Krta Use Kehna.
DIL se duwayen bheji hai, Man ki umange bheji hai, Is paigam ko alfazo ka dher mat samajna-hamne apni taqdeer se churakaq thodi khushiyan apko bheji hai..
Kaash ye zalim judai na hoti... Rabba tune dil cheez banayi na hoti... Na hum unse milte aur na pyar hota... zindagi jo apni thi aaj parayi na hoti.....

