Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1949
Nasha jaruri hai zindagi k liye,par sirf sharab hi nahi hai bekhudi k liye, kisi ki mast nigahon me doob ja ae dost, bada hasi samundar hai khudkushi ke liye.
Humne bhi chaha har manzil kareeb ho,Uska saath hamein bhi naseeb ho,Par waha khuda bhi kya kare jahan insaan khud hi badnaseeb ho..
Unhone Apna Kabhi Bnaya Hi Nhi Jhutha Hi Shi Pyar Dikhaya Hi Nhi Galtiya Apni Hum Maan B Jaate,Par Kya Tha Kasoor Hmara Hume Btaya Hi Nhi.
Bhari Mehfil Me Tanha Rehna Sikha Diya, Unke Ishq Me Jhooth Kehna Sikha Diya, Kisi Dard Ya Khushi Ka Ehsaas Nahi Ab, Sab Kuchh Pyar Ne Sehna Sikha Diya.
Guzra hua waqt dubara nahi aayega,marne ke baad kisi Ko pukara nahi jayega,mere dil Ke jis Kone me teri tasveer lagi hai,teri Kasam yaar us taraf Koi dubara nahi jayega
Kya Kya na socha Tha dil ne, kya kya na sapne sajaaye…. jal gaye saare sapne… reh gaye khaak ke saaye…. ab gila bhi kisse karoon main… kasoor To kisika bhi nahi… upar vaale ne hi kuch aise sitam ab mujh pe dhaaye, kuch na keh sake… nikli to bas dil se yehi aawaaz… haaye!
Zindagi me Rah kaisi bhi ho Gujar jayenge, Ek din ham bhi chupke se mar jayenge, Aaj rehne do aap k dil me Yaad bankar, kal ansu ban k ankho se nikal jayenge…

