Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1948
Rona pdta hai ekdin muskrane k baad,yaad ate he vo dur jane k baad,dil to dukhta hi hai uske lye jo apna na ho ske mohabbt jtane k BAAD
Haste rahe aap hazaron ke beech me, jaise hasta hai phool baharo ke beech me, roshan ho aap duniya me is tharha, jaise Hota hai chand Sitaron k Beech Me.
Humare dil me dhadkan aapki sunai deti hai. Aankhon me surat aapki dikhai deti hai. Chalte to hum hai lekin, jab mudte hain to parchhai aapki dikhai deti hai.
Na chaho itna k chahtoon sey der lagta hai,Na aao itna kareeb k judaiyoon sey der lagta hai,Aap ki wafa per brosa hai hamey,Mager apney naseeb sey der lagta hai
Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai, Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai.
Bite pal wapas la nai sakte, Sukhe fool wapas khila nai sakte, Kabhi kabhi lagta hai aap hame bhul gaye, Par dil kehta hai Ke aap hame bhula nahi sakte.
Chehre ki har muskan ban jata hai koi, dil ki har dhadkan ban jata hai koi, phir kaise jiye zindagi uske bin, jab zindagi jine ki wajah ban jata hai koi..

