Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1941
Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khyal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.
Zindagi ki rahon me jab aage jaoge,peeche ek saya tum hardum paoge.mudke dekhoge to tanhai hogi,agar mehsus karoge to humko paoge
Na kashti hai na kinara hai koi, na manzil na sahara hai koi, na ansu hai na kushi ka ishara hai koi, par aap hai to lagta hai hamara hai koi.
MERI OR UNKI BUS ITNI SI KAHANI HAI ,TOOTI HUI KASHTI RUKA HUA SA PANI HAI,EK GULAB JO UNKI KITAB MEIN DUM TODH CHUKA HAI,OR UNKO YAAD HI NAHI KI YEH KISI KI NISHAANI HAI..
Humne Pucha Kaise Ho,Jawab Na Aya Iss Berukhi Se Hmara Dil Bhr Aya Socha Glti Kiski Hai To Ye Khayal Aya Shayd Unhe Ye nacheez pasand na aya
koi rishta tut jaye dukh to hota hai.apne ho jaye paraye dukh to hota hai.mana hm nhi pyar k kabil magar is tarah koi thukraye to dukh hota hai
Tere ghar ke deepak mai jal raha hai mera wajood,bhul ke bhi na samjhna mujhe begana tum.mere paas kanto bhare gulaab ke siva kuch bhi nahi,usse bhul kar bhi seenay se na lagana tum.

