Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1940
Toot Jate Hai,Bikhar Jate Hai,Kaanch Ke Ghar Me Muqaddar Apne..Ajnabi To Sada Pyaar Se Milte Hai,Bs Bhool Jate Hai aksar apnE
kismat pe na chalta hai zor kisika, dekha unke haath mein haath kisika, bas wo rahe khush hamesha chahe ho unke pass saath aur kisika
Dil Hi Dil Se Dil Ki Baat Ho Jayegi Aaine Me Dekho Khud Ko Humse Baat Ho Jayegi Shikwa Na Kariye Humse Milne Ka Ankhe Band Kariye Humse Mulaqat Ho Jayegi.
"Agar Ho Waqt To Ek Mulakat Dijiye, Dil Kuch Kehna Chahe To Kuch Baat Kijiye,Yu To Mushkil Hai Hum Se Dur Rehna,Par 1Lamha Miljaye To Hame yad kijiye.
Bite pal wapas la nai sakte, Sukhe ful wapas khil nai sakte, Kabhi kabhi lagta hai aap hame bhulg denge, Par dil kehta hai k aap hame bhula nahi sakte.
Hosh mein reh kar bhi madhoshi ka aalam rehta hai, Dil ke dariya mein tu na reh kar bhi samaya rehta hai, Kaun janta hai ki khushiyan kahan milti hai, KHUSHI ko agar dhundo to har mod par maut ke Suadagar milte hai
Yaadon se judke yaad ate ho aap, Yaad aakar Yaadgar ban jate ho aap, Yaado ki yaadon me ghir jate ho aap, kyo Yaad ko bhi Yadgar bana jate ho AAP...

