admin ' SMS Collection - Page 1939

admin Posted In Shayari
2 years ago

Puri Botal Na Sahi, Kam se Kam Ek Jam To ho Jaye. Milna Na Sahi, Dua Salaam To Ho Jaye. Jinki Yaad Main Hum Bimaar Pade Hain, Kam Se Kam Unhe Jukaam To Ho Jaye…

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 162
Tags: Shayari - Funny Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Fizao me tum ho Hawao me tum ho Baharo me tum ho Ghataonme tum ho Dhoop me tumho Sach hi suna tha buri aatma ka koi thikana nahi hota.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 134
Tags: Shayari - Funny Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kuch to jite hai jannat ki tamanna lekar,Kuch tamannaye jine sikha deti hai,Hum kis tamanna k sahare jiye,Ye zindagi roz ek tamanna badha deti hai.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 147
Tags: Shayari - General Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Zindgi ka har khwab haqiquat ban jaye khushi ke chirago se zindgi roshan ho jaye mahak jaye zindgi aapki ki gulab ki khushboo bhi aapke samne Kam Ho Jaye.

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 154
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Meri chahat tum se alag kab hai dil ki baate tum se chupi kab hai tum sath raho dil me dhadkan ki jaga phir zindagi ko saanso ki zarorat kab hai

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 144
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aaj kuch bat kr raha he dil Shayad koi fariyad kr raha he dil Chupke se keh diya dhadkan ne Wo tum ho jise yaad kr raha he Dil

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 126
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Duriya hi nazdik laati hai,duriya hi ek duje ki yaad dilati hai,dur hokar bhi koi kareeb hai kitna,duriya hi is baat ka ehsas dilati hai,

Send/forward this SMS to anyone in India
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 137
Tags: Shayari - Love Shayari
Previous 1937 1938 1939 1940 1941 Next
Page(1939/2786)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites