Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1934
Kabhi-na-kabhi ye dil jarur rota hai,Jab koi apna mil-kar nazaro se dur hota hai.Sab se pahele roti hai ye aankhe,Q ki dil se jyada kasoor in ka hota hai.
Bhule na kbhi aisi koi yaad de do,bhule se hi sahi kbhi hame awaz de do, yaha mout ka kise gam h, pal bhar ka tum agar saath de do.
Na koi manzil hai na kinara hai koi,Tanhai hai mehfil or yadein hai sahara Us se bichad kar kuch yun waqt guzara,kabhi Zindagi ko tarse kabhi maut ko pukara..
teri Dosti ne diya SAKOON itna, Ke tere baad koi ACHA na lage Tujhe karni hai BEWAFAI to is ada se kar, Ke tere baad koi BEWAFA na lage.
Juba khamosh oR ankho me nami hogi, yahi bas ek dastan e jindagi hogi, bharne ko to har zakhm bhar jaega, kaise bharegi wo jagah, jaha TERI kami hogi..!
Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata... Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye... Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha... Isiliye mujhe zinda hi maar gaye......
Tumse Dur Jane ka Iraada na tha, Sdaa Saath Rehne ka bhi Vaada na tha, Tum Yaad na Karoge Yeh Jante the Hum, Par itni Jaldi Bhul Jaoge Andaza na tha..

