Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1932
Tarasta hai dil teri aawaz k liye,Tere mohabat bhare chand alfaaz k liye, Kardo hume fana apni is ada se,Tadapte hai hum teri is saza k liye,
Ghar Ka Pata To Malum ThaPar Galat Raste Jana Achha Laga.Kab Se Taraste The Unki 1 Jalak Pane K0Jo Mili Nazar To Sar Jhukana Acha Laga.
Aapki Dillgi Me Apne Hosh kho Baithe Kal tak khuda k the aaz aap Ke ho baithe SunaTo tha Pyar diwana kr deta he, Aaz khud kar Ke,Hum B hosh kho baithe
Tasveer Aap ki jo Dil me basi he,sanse Hamari jo Aap se judi he,DILna todana Tasveer tut jayegi,sanse na rokana Hamari jan chali jayegi.
KASAMSE TUJE KABHI BHULA NA PAYENGE HUMMAR JAYENGE LEKIN TUJE RULA NA PAYENGE HUMRAKHA HE DILKI US JAGAH PE TUJE KAB KISI or KO VAHA BITHA NA PAYENGE HUM.
Muskurahat ki roshni ka sabab, aansuo ke chiraag hote hain,Jin ke chehre ho chand ki moorat,unke dilo mein bhi daag hote hai
Jarurat hi nahi alphaaj ki, dosti cheej hai bas ehsaas ki , paas hone ki jarurat hi kya hai, hame door se khabar hai aapki har saas ki.

