Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1918
Aa mere jaan mera sab kuch to apna ker ly.. Bas mere chahat sy reista ker ly tary liy main kuch b ho sakta hon.. mager mary liy to woh hai jis ky lay main sans ly ta hoon.........
NashiLi Aankho Se Aap Jab Hamein Dekhte Hain.Hum Ghabrakar Aankhen Jhuka Lete Hain.Kaun MiLaye iN Aankho Se Aankhen.suna Hain Aap Aankho Se Apna Bana Lete Hain.
Tumhari is ada ka kya jawab du,apne dost ko kya uphaar du.koi acha sa phool hota to mali se mangwate,jo khud gulab hai use kya gulab du.
Pucho na us kagaz se jis pe hum dil ke bayan likhte hai.Tanhayi me beeti baate tamam likhte hai.Woh Kalam bhi diwani ho gayi jis se hum AAP ka Naam likhte hai
Tute dil ne b uske liye dua mangi.Meri sason ne har pal uski khushi mangi.Jane kya dillagi thi us bewafa se k maine akhri khawish me b uski wafa mangi
Sham tanha ab guzarte nahi,tum aajao sham meri guzar jayegi Bechain ruh ko bhi kuch karar mil jayegi.Teri panaah me sham meri guzar jayegi
kisi se pyar soch samajhkar nahi hota,har apna lagnewala humsafar nahi hota,tanhai katon ki tarah chubhti hai to kya hua,katon ko murjhane ka darr to nahi hota

