Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1655
Woh baat kya karu jiski khabar hi na ho, woh dua kya karu jisme asar hi na ho, kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar, kya pata agle pal meri umar hi na ho.
Dard se haath n milate to kya karte Gum k aansu n bahate to kya karte Usne mangi thi hmse roshni ki dua Hm khudko n jalate to kya karte.
Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai Kartey hain basar raat main meri tanhai
Tum bhi jano mein bhi janu lahere aati hai jati hai phir kyu likha naam mera kinare par tum bhi jano mein bhi janu
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna
Sab the hamare janaze k pechhe ek wo hi nahi the hamare janaze ke pichhe, kaise hote wo hamare janaze ke pichhe, hamara janaza tha unke janaze ke pichhe
I'm nota combative person. My long experience has taught me to resolve conflict byraising the issues before I or others burn their boats.

