Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1579
EK halke se isare ki Zarurat hogi, Dil ke kashti ko kinare ki Zarurat hogi,Yaad aayegi meri us din,jab kabhi aapko sahare ki Zarurat hogi.
KABHI Hamari Yaad Aati To Hogi,UTAR Aate Honge Ankho Mein Wo Khwab Jo Sajaye The Saath,KABHI Muskurate Labo par Hame Kho Dene ki Fariyad Aati To Hogi!!
Dua Toh Yaad Nahin , Bas Fakat Itna Yaad Hai, Doo Hatheliyan Thi ,Ek Teri Thi Ek Meri Thi, Shisha-E-Dil Todna Pada Hamein, Intihan Mohobaat Ki Kya Batayen Yaaron , Ussi Ke Liye Ussi Ko Chodna Pada Hamein.
Her tarah se bholne ki koshish ki hai tumhe.. kya kahein ki her ek pal mein tumhari yaadein hai.. Bhoolker tumko nahi bhool patein hai kyonki bhoolne ke liye tumhe hi to yaad karte hain...
Chup rehne se baat nahi banti.. Dil ki baat dil main dabane se baat nahi banti.. Maana ke pyar ka Izhar karna Mushkil hai Mughal.. Magar dil ke armaan chupane se baat nahi banti.......
Hoti nahi MoHaBBat surat se, MoHaBBaT to dil se hoti hai, surat unki khud hi pyari lagti hai, kadar jinki dil me hoti hai
Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota,Har dil mahobat ke kabil nahi hota.Rota wo bhi hai jo duba ishq e sagar me,or rota wo bhi hai jise ishq haasil nahi hota.

