Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page93
Tumhari yaadon ko rok pana hai mushkil, rote huae dil ko manana hai mushkil, yeh dil aapko kitna yaad karta hai, ye labzo se bayan karna he namunkin...
Main teraa na hua haqeeqat me ek fasaana magar chaahunga jhooth hi kehde ke tu meri hai taa-umr meri jee jaaunga
Jab kabhi main unke khayaalon mein kho sa jaata hoon, Woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hain.
koi hai jo dua karta hai, apno me mujhe bhi gina karta hai, bahut khushnasib samjhte he khud ko, hum door rah ke bhi koai yaad kia karta hai
Mere Haal Pe Unka Muskurana Gazab Tha,Bina Baat Muze Unka Sataana Gazab Tha,Milne K Baat Chale To Bahaana Bana Dena,Aur Bina Vaade K Unka.. aana.
Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho to apnapan hai, Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai
Apne dil ki bat unse keh nahi sakte,Bin kahe bhi ji nahi sakte'Ae Khuda aisi takdir bana,Wo humse khud akar kahe'HUM' Apk bina Reh nahi sakte.

