Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page91

admin Posted In Shayari
2 years ago

Sabhi ko sabkuch nahi milta, Nadi ki har lahro ko sahil nahi milta, Ye dilwalo ki duniya bhi hai ajeeb Kisi se Dil nahi milta to Koi Dil se nahi milta!

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 151
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Nazre bhi kya cheez hai ye aaj dekh liya, palke jhukaake usne teh-e-dil ko chhu liya Khuli aankh pe bhi hum bharosaa na kar sake, sapne mein isliye use fir se chhu liya..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 170
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Badalna nhi aata humen dostoon ki terhan Har ek rut mein tera intezar karte hain Na tum samet sako ge jise qayamat tak kasam tumahri tumhen itna pyar karte hain..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 162
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kitna hasin chand ka chehra hai, Uspe shabab ka rang gehara hai, Khuda ko yakin na tha wafa pe, tabhi to ek chand par hazaro taro ka pehra hai....

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 146
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Ye Ibadat Bada Sila Degi;Gulab Ki Tarha Apke Chehre Ko Khila Degi;Na Chodna Kabhi Mohbat Ki Ibadat Ko,Mohbat Khud Tumhe Mohabbat Se Milayegi

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 140
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Zindagi Ek Baar Milti Hai Usko Na Yun Barbaad Karo, Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar Karo, Mohabbat Hi To Hame Jeena Sikhati Hai Is Zamane Mei Isiliye Doston Kisi Na Kisi Se Tum Bhi Pyaar Karo…

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 209
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Muskurane ki vajah kya jane hum Hum to unki yaad ko taza karte hai.Kambakth ye hasi bhi aisi hai ki Unki judai mein ro kar muskurate hai....

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 140
Tags: Shayari - Love Shayari
Previous 89 90 91 92 93 Next
Page(91/505)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites