Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page90
Pyar kare use koi maaf nhi krta,koi uske sath insaaf nhi krta,Log pyar ko paap to kehte he,par kon aisa he jo ye paap nhi krta
Usne dur rehne ka mashwra b likha h Sath hi PYAR ka wasta b likha h Usne ye b likha h k mere ghar na ana Or saf lafzo me rasta b likha h
Hoti Nahi Mohabbat Surat Se...Mohabbat To Dil Se Hoti Hai...Surat Unki Khud Achi Lagne Lagti Hai...Qadar Jinki Dil Se Hoti Hai...
Khamosh sa rehne lagaHu, Intzaar kisika karne lagaHu, Yaqinan kisise ho gayi he mohabat, Tabhi to bina baat kiye hi muskurane lagaHu
Kash k hum unke dil pe raj karte, jo kal thi wahi mohabbat aaj karte, hame gam nahi unki bewafai ka, bas armaan tha k hum bhi apni mahobbat pe naz karte.
Ajib lagti hai sham kabhi kabhi Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhiSamajh me aye to hame bhi bata dena kikyu karti hai tumhari yaade paresan kabhi kabhi
hum mohabbat ki numaish nahi karte, hum lafzon ki paimaish nhi karte, jise chahte hai toot k chahte hai, badle me chahne ki khawish nhi krte

