Shayari SMS [all SMS] - Page86

admin Posted In Shayari
2 years ago

Dosti ke Rishte kanch k bane hote hain
tutne par chubte he,
sambhalkar rakhna inhe,kyoki ye tutne me Pal
aur jodne mein Barso le lete hain

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 161
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Chor KI chori ME shor NAHI hota,
Nayi patang ME dor NAHI hota,
Har gali ME mod NAHI hota,
aur Humse dosti KARNE wala kabhi "BOR" NAHI hota.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 160
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Sache Dost ki ek nishani -
"wo aapki aankhon me us waqt dard dekh leta hai, jab duniya aapse keh rahi hoti hai -
Yaar tum MUSKURATE bahut ho

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 155
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Firaq-E-Yaar Me Jo ja Milenge
To Mere Jaise Hosle Kam Milenge
Jahan Sari Duniya Nigahe Fer Legi
Wahan E Dost Tumhe Sirf Hum Milenge.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 155
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dard dene wale bahot milte he.
Mgar dard lene wale bahot kam milte he.
Najuk waqt me hame yad krna kyoki
jingdi me sache dost bahot km milte he

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 165
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

SARI DUNIYA KI MUSKAN TERE PASS HE
YE JAMIN OR ASMAN TERE PASS HE
GUM NA KARNA KI TUJE YAD NAHI KARTE
AE DOST MERI TO JAAN BHI TERE PAAS HE.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 163
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Deni Chahi Khushi Diya Dard Tumhe
Apni Har Khata Kabool Hai Mujhe
Mausam Hai Ye Toh Badalta Hi Rahega
Mat Samajna Mere Dosto Bewafa Mujhe

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 161
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 84 85 86 87 88 Next
Page(86/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites