Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page85
Laut kar aane ka na ikrar kiya, dil ke armano ka na izhar kiya, wapas aane ka wada to karo sanam, phir shikayat karoge ke intezar na kiya....
rone se gham e dil ka guzara nahi hota. HAr shakhs dil ka sahara nahi hota. uss roz lagta hai bekar jiye hum, jis roz zikr tumhara nahi hota
Har Phul Ki Ajab Kahani Hai, Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai, Kahi Koi Zakham Nahi Phir Bhi Kyu Ye Daar Ka Ehsas Hai, Lagta Hai Mere Dil Ka Tukda Kisike Paaaaas Hai.
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
Baat aisi ho ki jazbat kam na ho,khyalat aise ho ki kabi gum na ho.Dil ke kone me itni si jagah rakhna,ki khali khali sa lage jab hum naho.
Baat baat pe jo yun rooth jate hain, Hath unse anjane me choot jate hain! Koi unse kahy k bara nazuk hai pyar ka rishta, Hanste hanste bhi dil toot jate hain.!!
Unki Nazron Mein Chupa Aaj Bhi Ek Raaz Tha Wohi Chehra Wohi Libaas Tha Kaise Yaaron Unko Bewafa Kehdu Aaj Bhi Unke Dekhne Ka Wohi Andaaz Tha

