Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page82
Benam sa yeh dard thahar kyun nahi jata,Jo dur hai dil se utar kyun nahi jata,Ek chehra jo barso se hai ajnabi,woh khwab hai toh phir bikhar kyun nahi jata.
Teri saadgi ki nahi koi inteha hai, yehi to meri dosti ki wajha hai mana k tujh main nahi koi khubi par jo tuz main h wo kisi or me nahi hai
Bhige Mausam ki khushbu hawao me ho,Hamare hone ka Ehsas in fizao me ho,Sada Rahe Apke hotho pe muskan,Bas itna asar hamari Duwao me ho.
Kabhi koi apna anjan ho jata hai,to kabhi kisi anjaan se pyar ho jata hai,ye zaruri nahi k jo khushi de usi se pyar ho.rulane walo se b aksar pyar ho jata hai.
MAHOBAT KARNE VALO KO DIVANA KAH DIYA SAMA PAR JAL NE VALO KO PARVANA KAH DIYA MAHOBAT KO DAFNAYA PATHR KE NICHE AUR LOGONE USE TAJ MAHEL KAH DIYA.
Ajeeb lagti hai shaam kabhi-kabhi,Zindgi lagti hai bejan kabhi-kabhi,Samaj aaye to hame b batana,Ki kyu karti hai yaade pareshan kabhi-kabhi.
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge,Sukun bankar dil mein utar jayenge,Mehsus karneki koshish kijiye,DurHo karBhi Paas nazar ayenge

