Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page81

admin Posted In Shayari
2 years ago

Ghar se Baher wo Nakab me NikLi; Sari gaLi unki firak me NikLi; inkar karte the wo Hamari MOHABAT se; Aur Hamari hi TASVIR unki kitab se NikLi.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 143
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

kabhi tum bhi humse baat kar liya karo milne ki fariyad kar liya karo ek hum hai jo har baar shuruwat karte hai kabhi tum bhi hume humse pehle yaad kar liya karo

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 161
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na Modna Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chodna Aye chand!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain ko Todna

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 176
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Koi kisi ko itna yaad na kare ki uski Jindagi Yaadgar ban jaye, Karna he to utna Yaad karo ki Uski Yaad me Jindagi ban jaye...

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 126
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Najar Milte He Aapse, Meri Sanse Tej Chalti Hai; Khayalon Me Aate He Aapke, Meri Tammnaye Machalti Hai...

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 105
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Mile to hazaron log the Zindagi me ,Par wo sabse alag tha jo kismat me nahi tha...

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 82
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Tere husn ki tareef karu to tarana na ban jaye,Teri bewafai ka zikar karu to fasana na ban jaye, Mat ker logon mei itna zikr mera, kahin mera zikr, tujhe chedne ka bahana na ban jaye.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 183
Tags: Shayari - Love Shayari
Previous 79 80 81 82 83 Next
Page(81/505)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites