Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Funny Shayari SMS] - Page8
Log puchte hai ki cigarate kyun pite ho, kya ye pyass bujhati hai? Maine kaha "nahi, dil me kisi ki tasvir hai,kambhakt kam se kam usko to jalati hai".
Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta.. Magar Mujhe Kaam Tha...... Mein Tumhare Liye Doob Ke Marta... Magar Mujhe Zukham Tha
SMS to Ek Bahana Tha.Irada to Aapka Ek Pal Churana Tha.Aap yaad Kare Na kare Koi Baat Nahin,Par Aapki Yaad Aati Hai Bas Itna Batana Tha.
Jab jab hame pyaas lagti hai, Unke aane ki aas lagti hai. Unki deewangi main hum ho gaye itne deewane, Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai.
mere sMs ko tere inbox me panah miljaye, mere sMs ko tere inbox me panah miljaye, jo rply na kre uska mobile FANAA hojaye.
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu
Aapka har ek sms khas hota hai, wo hamare dil ke paas hota hai, Hum bhale hi turant jawab na de paaye, magar phir bhi aapke agle sms ka intzar hota hai..

