Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page79
Na jane Q ek ansu ankh se jhalka, dil ko shayad tumhari yaad aayi, chahat hai itni tumse milne ki, ke haste hue bhi ankhe bhar aayi
har kadam pe aapka ehsaas chahiye mujhe aapka sath apne paas chahiye khuda bhi ro pade humari judaai pe aisa ye rishta khaas chahiye
Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?
Main to ek kagezee phool tha... ser sham khoshboo say bhar geya main... kaha ho mujh ko khaber nahi.... mujh koun chow ker gozer geya............Rose Mughal
Kya kahoon teri taareef mein, Har lavz adhura sa lagta hai, Ye alfaaj kya kahenge tarif teri, Tu khud ek tarif sa lagata hai !
Ek Muddat Se Jo Khawab Ban Kar Nazar Me Raha Rooh Ban Kar Vo Mere Badan Me Raha Fana Ho Kar Jise Chaha Tha Dhadkano Ne Meri Kareeb Aa Kar Vo Shask Ajnabi Sa Raha
Aankho se dur tumhe kar nahi paye,bahot koshish ki par bhula nahi paye,sath bitaye sare pal roz yad aaye,kash wo sare din wapas laut aaye

