Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page73
Hamare Ansu pochkar wo muskurate he,unki ye Adase wo dil ko churate he,hath unka chhu jay hamare chehre ko,isi ummidme khud ko ham rulate Ha
fir din dhal gaya fir raat aa gayi fir tanhayi me baithne ki baat aa gayi abhi to taaron ki panah me baithe the chand ko dekha to aapki yaad aa gayi
Waqt to Hume bhula chuka hai, kahin muqaddar bhi Na bhula de, pyaar hum is liye nahi karte hain, kahin koi phir se Na rula de!!”
TUM SE JUB BHI MILON TUM SE KEHNA CHAHOON....MAIN TO HAR PAL TERAY SATH REHNA CHAHOON....SAAYEY KA KIA HAI SURAJ DHALAY TO CHUP JAYE.....MAIN TO LAHOO BAN KAR TERI RAGON MAIN BEHNA CHAHOON.............
Log samajhte hai humne unhe bhula rakha hai,vo kya jane dil me chupa rakha hai.Dekhe na koi unhe meri aankho me isliye palko ko gira rakha
Ab Mujhe Zindagi Se Pyar Nahi Hai, Maut Pe Hai, Zindagi Pe Aitbar Nahi Hai. Rok Le Jo Unki Yadon Ko Dil Me Aane Se, Itni Unchi Mere Dil Ki Deewar Nahi Hai..
Ajnabi ban ke Koi Aaya tha,Aisa Laga Jaise Wo mera Saaya tha,Log karte hai Roshni ghar me...Usne to ''DIL'' me Diya Jalaya tha..

