Shayari SMS [all SMS] - Page71

admin Posted In Shayari
2 years ago

Hamari galtiyon ko bhulate rehna
Zindagi bhar pyar nibhaate rhna
Agar hum na chal sakke aap ke sath
To aap hi kadam se kadam milaate rena.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 161
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Yaad karte hai dosto ko
jab Yaadon se dil bhar aata hai,
Kabhi sath jiya karte the sub,
Aaj bt krne ko dil taras jata hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 145
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Din hua hai to raat bhi hogi,
Ho mat udas kabhi to baat bhi hogi,
Itne pyar se dosti ki hai,
Khuda ki kasam zindagi rahi to mulakat bhi hogi

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 163
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Bhale Wafa Ka Sila Na Dena,
Magar Mujhe Yu Bhula Na Dena,
Zara Sambhal K Rakhna Mere Dost Mujh Ko,
Mai Kaanch Hoon Mujhe Gira Na Dena.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 155
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dosti ke mayne hmse kya puchte ho
Hum abhi in bato se anjan hai
Sirf ek gujaris hai k bhul na jana hame
Q ki apki dosti hi hmari jan hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 160
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Mana hum itne sweet nahi k apko Diabetes ho jaye,
Na itne salty k apke B.P raise hojaye..
Par itne kadwe bhi to nahe ke yaad na aye..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 147
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Dosti pyaaz ki tarha hoti hai...
Jiska har parda dusre ke sath
mohabbat se juda hota hai..
Isko katoge to sirf aansu niklenge...-

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 151
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 69 70 71 72 73 Next
Page(71/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites