Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page71
Mujhe ishq hai tujhi sae aa ke tuh aazma le Maan naa maan meri chahat ko Sirf ek baar nazar toh milale
ho sakta hai humne anjaane me unhe rula diya unhone duniya k kehne pe hame bhula diya hum to waise bhi akele the kya hua agar unhone ehsaas dila diya
Aasman humse naraz hai, Chand ka gussa behisab hai. Woh sab humse jalte hain, Kyunki chand se behtar Chand humare paas hai
Kabhi dil me muskara kar dekhiye, Hamari Gazal gunguna kar dekhiya, Ham bhul jayenge Aapko ek shart par, Pahale AAP hame Bhula kar dekhiye...
Ishq aisa karo ki dil me bas JAYE.saans bhi lo to khushbu usi ki AAYE.pyar ka nasha ankho pe aise CHAYE.baat koi bhi ho par naam usI ka aaye
Wo So Jate Hai Aksar Hume Yad Kiye Bager. Hume Nind Bhi Nhi Aati Unse Baat Kiye Bager. Kasur Unka Nhi Kasur To Hamara Hai Unhe Chaha Bhi To Unki Ejazat Ke Bage
tera pyar na pakar mene bahut kuch khoya khusi k pal chand dil jee bhar kar roya pyar ne badal dali meri kismat fir b mujhpe pyar ka nasha chaya aaj b mahsush kiya hai mene jab b thokar khayi aur sambhalna chaha sanam ka naam khuda se pehle aaya

