Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page7
Mahaj gulab mohabbat ka pegam nahi hota.yuhi kisi par aitbar nahi hota.pyaar to hota he man ki nirmal bhavna se.varna yuhi Radha-krishna ka naam nahi hota.
Apke Didar Ki Hasrat Ho Gayi He, Is Kadar Milne Ki Chahat Ho Gayi He, Apka Msg Aaye Ya Na Aaye, Mobile Utha Ke Dekhne Ki Aadat Ho Gayi
Har koi dil ka mehmaan nahi hota,Dil tod dena kisika armaan nahi hota,Door bhale hi reh leta hai koi kisise,Par bhool pana kisiko itna asaan nahi hota.
Hum unhe apna banana ki baat karte hai.woh hai ke zamane ki baaat karte hai. Hum kyu na ho unki sadgi pe fida ,hume yu behlane ki baat karte hai.log chand taro ki baat karte hai to kare,hum to unhe har pal chahne ki baat karte hai.
Aap na Aye apki yad akar wafa kar gai,apse milne ki tamanna Sukun tabah kar gai,ahat hui socha asar Dua kar gai,Darwaza khola dekha mazak humse Hawa karGAYI.
do pul ruka khawaboon ka karwan aur pher chal diye tum kaha haum kahan do pul ke the ye diloon ke dastaan aur pher cha l dai tum kahan hum kahan
meri wafa ke qabil nahiN ho tum pyar mile aise insaaN nahiN ho tum dil kyon tum par aitabaar kare pyar main dhoka de aise bewafa ho tum

