Shayari SMS [all SMS] - Page67

admin Posted In Shayari
2 years ago

"Manzil unhi ko milti he
Jinke sapno me jaan hoti he
Pankh se kuch nhi hota he
Hauslo se udaan hoti he."

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 128
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Zindage Hr Pal Khas Nhi Hoti
Phulon K Khusbu Hamesa Pas Nahi Hoti
Milna Hmare Taqder Me Likha Tha
Warna Itni Piyari Dosti Hamri Itefaq N hoti

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 165
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Sab dost bewafa ho gaye,
hum apne mobile se khafa ho gaye,
ek SMS to kar de zalim,
warna duniya wale samjhenge hum dono juda ho gaye .

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 155
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Humne jab kabhi khushi mehsoos ki,
Her kadam pe apki kami mahsoos ki,
Door rehkar b apki dosti kam na hui,
ye baat humne Dil se mahsoos ki

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 159
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Nahi ban jata koi apna yunhi dil lagane se.
karni padhti hai dua rabse saccha dost banane me.
rakhna sambhal kar dosti ye apni.
tot na jaye kisi k bahekane se

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 179
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Na shikwa na gila rahe apse,
Tamnna hai bas 1.silsila rahe apse,
Hans kar fir rona nahi chahte,
Pane ki chah to nahi
bas apki dosti khona nahi chahte

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 178
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aaj suraj nikalne k bad b ankhe nai khuli
Coffee pine k bad b mood nai aaya
Sochte rahe kya hua Phir yad aaya
k 1 Dost ko sms nahi kiya

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 159
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 65 66 67 68 69 Next
Page(67/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites