Shayari SMS [all SMS] - Page63

admin Posted In Shayari
2 years ago

Ek phool bhi akser baag saja deta hai.
ek sitara hi sansar chamka deta hai.
Jahan duniya bhar k rishte b kaam nahi aate,
waha 1 dost zindagi bana deta hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 179
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Jo Nazro se door magar Dil k paas ho,
Apne liye khass ho,Sukh-dukh me jiska sath ho,
Dil jiska saf ho,Jese k hamare liye AAP ho.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 142
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Ek Din Tujhse Roothkar Dekhna Hai
Tere Manane Ka Andaz Dekhna Hai
Abhi To Do Pal Hi Saath Chale Ho
Kab Tak Tum Saath Chaloge Ek Din Ab Ye Dekhna Hai.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 173
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

NA SAATHI HAI KOI NA SAHARA HAI KOI
NA HUM HAI KISI KE NA HAMARA HAI KOI
MAGAR ITNA TO KEH SAKTE HAI AAP KO DEKH KE
EK PYARA SA DOST HAMARA HAI KOI

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 168
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Tamannao se bhari ho zindagi,
khwahisho se bhara ho har pal..
Daman b chota lagne lage..
Itni khushya de aap ko aane wala kal..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 149
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

DOST Ka matlab D= Door Rahkar bhi jo pass ho
O= Ouro se jyada khas ho S= Sab se pyara ho
T= Taqdir ko jiski Talash Ho.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 134
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Meri dosti ki kahani aap se hai,
In saanson ki rawani aap se hai,
Ae dost muje kabhi bhula na dena,
Is dost ki zindagani aap se hai!

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 156
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 61 62 63 64 65 Next
Page(63/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites