Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page61

admin Posted In Shayari
2 years ago

Teri Khawish Us Waqt Bahut Tarpati Hai Sawan Me Koi Boond Jab Bikhar Jati Hai Meri Ruh Bhi Tarapne Lagti Hai Us PalJab Thandi Hawa Teri Gali Se Guzar Kar Aati Hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 162
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kuch Log zindgi me Dukh pate Hai Zindgi kitni Anmol Hai ye bhul Jate Hai Zindgi Jina Gulab Se sikho,Jo khud tutkar 2 Dilo ko Milate Hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 135
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Us shaks ko mera halka sa ehsas to h,bedard hi sahi wo mera humraz to h.Wo ayga 1 din mere pas wapis,jhuti hi sahi 1 aas to h.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 126
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Judai apki rulati rahegi yaad apki aati rahegi pal pal jaan jati rahegi jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 135
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Aasman mei jab jab badal garajta hoga, mausam bhi aapna rukh badalta hoga… Uthti hogi jab jab aapki nigahein, khuda bhi gir gir kar sambhalta hoga!

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 149
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Tune yeh phool jo zulfon mein sajaa rakha hai Ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 89
Tags: Shayari - Love Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Hum ruthe to kiske bharose, Kaun hai Jo aayega hume manane ke liye, Ho sakta hai Taras aa bhi jaye AAPKO, Par dil kaha se laau AAPSE ruth jane k liye

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 149
Tags: Shayari - Love Shayari
Previous 59 60 61 62 63 Next
Page(61/505)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites