Shayari SMS [all SMS] - Page60

admin Posted In Shayari
2 years ago

Rishton ki ehamiyat batate hain faasle,
par thoda tadpate bhi hain faasle,
dilon mein ho na doori dua karna,
chahe yoon rahen meelon ke faasle.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 166
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Kar ja kuch aisa yaari me,
ki thanx aur sorry words bemani lage,
nibha aisi yaari ki,
yaar ko tumhe chodna mushkil aur
duniya chhodna aasan lage.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 175
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Hm Gum Ki Rat Khyalon M Kat Dete He
Mile Jo Din Ujlon M Bant Dete He
Hm DARD-E-DIL Ko Boht Aziz Rkhte He
Mile Jo Khushi Zmane M Bant Dete H

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 163
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Bade ajeb hai ye zindgi k raste
Anjane mod pr kuch log dost ban jate hai
Milne ki khushi de ya na de..
Bichadne ka gam zaror de jate hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 160
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Raj k daman me Ansu gira kar dekho
Dosti kitni sachi hai Azma kar dekho
Apko vulkar kya hogi dilki halat
kisi aaine pe pathar girakar dekho.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 162
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Har kali tujse khusbu udhar mange,
Aftab tujse Noor udhar mange,
Rab kare tu Dosti aisi nibhaye
ki log mujse teri dosti udhar mange

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 155
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Bikta he gam husn k bazar me,
Lakho dard chhipe hote he 1 chhote se inkar me!
ho jao agar jamane se dukhi to,
Swagat he hamare dosti ke darbar me.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 168
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 58 59 60 61 62 Next
Page(60/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites