Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page59
Dilki Dhadkan Se Judaai Kyu Hai,Gam Ki Kaali Ghata Chhayi Q Hai,Gum Ki Ye Aag Jab Bujhani Nahi Thi,To Fir Aapne Ye Aag Lagayi Q Hai.
Phool se pehle khusboo ko to dekho,karne se pehle kaam ko to dekho.kisike roop mein diwana naa bano,surat se pehle uske dil ko to dekho.
HUm uthke chale unki mehfil se,Pichhe se usne pukara nahi.Fir khud hi ruk gaye kadam,Kyunki uske bin mera guzara nahi..
Mohabat ki hr gali gumnam kyu h,Judai aur Maut ishq ka anjam kyu h,Log kehte h ise nam khuda ka,To fir ye mohbbat itni badnam kyu Hai
Na aae lab pe to kagaz pe likh diya jae.kisi khayal ko maus Q kiya jae.kisi pe mitne mitane se faeda kya hai.maza to jab hai kisi k liye jiya jae.
mujhe mai khusbu basi usi ki hai jaise ye zindagi usi ki hai wo kahin aas pass hai mojud hoo-ba-hoo yeh hansi usi ki hai
Kitnay aaye Kitnay Gaye Hum aas Lagaye bethay hain Palkon Pay Angarey Rokay ,Deep Jalaye Bethay hain Koi Hamari Baat Suno! Hum Subha Say aaye bethay hain

