Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [Love Shayari SMS] - Page53
Fir wahi fasaana afsaana sunati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
Kitne Chehre hai Duniya me magar Hamko Ek Chehra Nazar Aata hai Duniya Ko Ab Hum Kya yaad karen Aapki Yaadon me Waqt sara Guzar jata hai
Unhone dekha or aansu gir pade Bhari barsaat me jaise fool bhikhar pade Gum nai ki unhone alvida kaha Gum ye hai ki uske baad wo bhi ro pade........
Jab Raat Hoti Hai,Aasman Me Chand Tare Aate He.!Tab Sapno Ke Duniya Me Kho Jane se Pehle.!Dur Kahi Se TUMHARA Wohi Mithi Si Awaj Mere Kano Me Aati Hai..
apne dil ki dastan sunane aye hai tabah karne ke baad pyar jatane aye hai ansoo ponch liye the humne kabke magar wo phir rulane aye hai.
Wo pyar jo haqeeqat me pyar hota hai..Zindagi me sirf ek bar hota hai..Nigaho k milte milte dil mil jate hai..Ye ittefaq sirf ek bar hota hai..
Dil me har raaz daba krakhna,Honto pe muskurahat saja k rakhna,Ye dunia sirf khusio me sath deti he,Is liye apne ansu ko chhupake rakhna.

