Shayari SMS [all SMS] - Page51

admin Posted In Shayari
2 years ago

Hawao ke sath 1 arman bheja hai,
Roshani ke jariye 1 paigam bheja hai,
Fursat mile to kabul kar lena.
is nachiz ne Dosti ka Salaam bheja hai

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 163
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

KARZ DOSTI ME CHUKANE NAHI HOTE,
EHSAN DOSTI ME JATANE NAHI HOTE,
BAS SALAMAT RAHE YE YARANA HAMARA,
KYONKI YE RISTE KABHI PURANE NAHI HOTE..

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 1 - SMS Length: 162
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

CHAND K LIYE SITARE ANEK HAI
SITARON K LIYE CHAND 1 HAI
APKE LIYE HAZARO HONGE DOST
HAMARE LIYE AAP HAZARO ME EK HAI.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 141
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Mohbat ki Talash me Pyar Na Mila,
Dubti Hui Nav Ko Kinara Na Mila,
Kuch Log Thode Achhe Zarur Lage,
Mgar Tum Se Achha Koi Yaar Na Mila.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 156
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Hm to dosti k saudagar he,
Dil ka sauda sacha kr jayenge,
Agr aap honge hmari dosti k khariddar,
To dosti ki kasm hm muft me hi bik jayenge.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 161
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Mana Hum Aapke Dosto Main Shaamil Nhi
Maana Aapki Dosti Humein Haasil Nhi
Itni Berukhi Kis Baat Ki Dost
Kya 1 Sms Ke Bhi Qaabil Nhi...?

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 159
Tags: Shayari - Dost Shayari
admin Posted In Shayari
2 years ago

Sari umar aankho me 1 sapna yad rahega,
sadiya beet jayegi wo lamha yad rahega.
Jane kya bat thi un dosto me,
mehfil bhul jayege bas wo dostana yad rahega.

Share this on whatsapp
I Like SMS - Like: 0 - SMS Length: 179
Tags: Shayari - Dost Shayari
Previous 49 50 51 52 53 Next
Page(51/1134)
Jump to Page

Language

Arrow_darkEnglish SMS
Arrow_darkHindi SMS
Arrow_dark All SMS

Advertisements

Advertisements

Partner Sites