Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page44
Haqiqat samjho ya afsana,
Begana kaho ya deewana,
Suno is dil ka fasana,
Teri dosti hai mere jeene ka bahana..
Hum To Dosti K Saudagar Hain,
Dil Ka Sauda Sacha Kar Jayenge,
Agar Honge Aap Hamari Dosti K Kharidar
To Dosti Ki Kasam Hum Muft Me Hi Bik Jayenge
Khuda par bharosa hai to khuda tere sath hai,
Apnon pe bharosa hai to Dua tere sath hai,
Zindagi se kabhi mat harna mere Dost,
Jabtak HAM tere sath hai
Itni choti nahi dosti humari,
kaise soch liya kinara aa gaya..
Lo phir ho gayi apke mobile mein roshni,
ek baar phir sms humara aa gaya...Hi...
Kaun kehta hai ki is duniya mei
majbut irade wale log nahin milenge.
aap mere is dost ko hi dekh lijiye,
duniya idhar se udhar ho jaye
pr yeh sms nahin karenge.?
Pani ki bunde phulon ko bhiga rahi hai
thandi lehren 1 tazgi jaga rahi hai
ho jaiye ap bhi inme shamil,
1 pyari si subah apko jaga rahi hai…
Koi dur hai to, koi pass hai,
ye waqt waqt ki baat hai,
Hum Tum dur hai to kya hua
Apni DOSTI ki yade to apane saath hai...

