Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page42
Dosti mujhe aisi nibhana ki,
Dekhne vale bhi dang rah jayen,
Khuda bhi aake tumse poochhe ki,
"Kya hum bhi tumhare dost ban jayen
Anjaan si mulakat pahchan ban gayi,
ek mithe se rishte ki jaan ban gayi,
do kadam tum chale,do kadam hum chale
aur dosti ki rah kitni asan ban gayi...,
Phulon ki wadi me ho basera apka,
sitaron k aangan me ho ghar apka,
dua hai ek dost ki, ek dost ko...
Ki sare jahan se khubsurat ho Kal apka.
Kabhi yaad aaye to ek baar kehna
Kabhi sagar banke in aankho se behna,
Agar dost na huye to ajnabi hi rahena,
Par yaar kabhi alvida na kehna!
TERI DOSTI,TERI WAFA HI KAFI HAI.
TAMAM UMR YE ASRA HI KAFI HAI.
JAB BHI WAQT MILE 1 SMS YA PHONE KAR DENA,
KHUSHIYO KE VASTE YE HI KAFI HAI
Har lamha hum apse door ho rahe hai
Na jane zindgi me kya kho rahe he
Khayal rakna ye doriya itni n badh jay
Ke hum fir se ajnabi ban jaye
Kabhi yad aaye to ek bar kehna
Kabhi sagar banke in aankho se behna,
Agar dost na huye to ajnabi hi rahena,
Par yar kabhi alvida na kehna..!

