Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page41
Gam Wo Jo Aansu La De, Khushi Wo Jo Gam Bhula De, Hume To Chahiye Bas Aap Ki itni C Dosti,
Jo Humare YaaD Karne Par Aap Ko Ek "Hichki" Dila De
Chale gaye hain door kuch pal ke liye,
Magar hain kareeb harpal ke liye,
Kaise bhulayenge aapko ek pal ke liye,
Jab ho chuki hai dosti umar bhar ke liye.
Dil tutna saza hai mohabbat ki,
dil jodna ada hai dosti ki,
mange jo qurbani woh mohabbat,
jo bin maange ho jaye qurban wo hai "Dosti"
Ye Din Yu h Guzr Jaenge
Sayad Hm Dost yu h Bichad jaenge
Naraz N hona Aap Hmari Srarato Se
Yhi to wo Pal h jo baad m yaad krke ansu layenge!
Khuda hamko aisi khudai na de,
Ki apne siwa kuch dikhayi na de,
Mujhe aisi jannat nahin chahiye,
Jaha se mera Dost dikhayi na de.
Aakhon me kyun aansu jhalak jate hai,
Tanhaiyo me kyun gham yaad aate hai,
Aansu pochkar koi yeh bata de hume,
Dur rehne wale dost hi aksar kyun yaad aate hai
Bhool jane ka hosla ab na hoga,
Door rahkar bhi tu juda na hoga,
Tujhse milkar kisi sur se kya milen ae dost,
Koi tere jaisa doosra na hoga.

