Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page40
Dosti bina zindagi viran hoti hai
akele har rah sunsan hoti hai
ek pyare dost ka hona zaruri hai
kyonki dosti se har mushkil aasan hoti hai
Guzra hua waqt dubara nahi aayega,
marne ke baad kisi Ko pukara nahi jayega,
mere dil Ke jis Kone me teri tasveer lagi hai,
teri Kasam yaar us taraf Koi dubara nahi jayega.
Dosti mein choti-choti baton se shikva na karna, gila tab karna jab hum dosti tod dege
kyunki aisa tabhi hoga jab hum ye duniya chod dege
Yaadon mein hum rahein ye ehsaas rakhna,
nazron se door sahi dil ke paas rakhna,
ye nahi kehte ke sath raho
dur sahi par yaad rakhna
Dosti ka rishta kabhi purana nahi hota,
is se bada koi khajana nahi hota,
dosti to pyar se bhi pavitra hoti hai,
kyunki isme koi pagal ya deewana nahi hota.
Woh Yaro ki Mehfil"Woh Muskrate Pal"
Aaj juda hai hamse"apna bita hua kal"
Kabhi zindgi guzrti thi hasne hasane Me"
AaJ waqt guzrta hai KAGAZ KE NOTE KAMANE ME
Aksar jab hum aapko yaad karte hain,
Apne rab se yehi fariyad karte hain,
Umar hamari bhi lag jaye aapko,
Kyonki hum doston ko khud se zyada pyar karte hain

