Categories
Advertisements
Be Connected
Shayari SMS [all SMS] - Page36
Woh Dil Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare,
Tujhe Bhul Kar Jiyun Khuda Naa Kare
Rahegi Teri Dosti Meri Zindagi Bankar,
Yeh Baat Aur Hai Ki Zindagi Wafa Naa Kare
Is Pathar Ki Duniya Me Aksar Dil Tut Jaya Karte Hai
Aankhein Bhi Sambhal Kar Bandh Karna Mere Dost.... Palko Ke Bich Bhi Sapne Toot Jaya Karte Hai.
Phir Dil Laga Kr Dekhenge,
Dil Pr Chot Khakar dekhenge
Aansuoon Se Koi Tasveer
Daaman Par Banakar Dekhenge,
Phir Bhi Agar Ye Dil Dard Na Ban Saka-E-Dost,
To Is Baar Dard Ko He Dil Bana Kar Dekhenge
Waqt To Humey Bhula Chuka Hai,
Muqaddar Bhi Na Bhula De,
Dosti Dil Se Hum Isiliye Nahin Karte,
Kyunke Darte Hai,Koi Phir Se Na Rula De
Tumne To Yaar Mujhe Jeena Sikha Diya,
Mohhabat Ki Raah Par Chalna Sikha Diya.
Mili Humko Jab Se Tumahari Dosti,
Gum Mein Bhi Muskarana Sikha Diya.
Mana Ye Waqt Hame Yaad Karne Wala Nahi,
Par Bewaqt Hame Yaad Kar Liya Karo...
Mana Aapke Aas Pass Sari Duniya Hai,
Kabhi Hamari Kami Ka Ehsas Bhi Kar Liya Karo...
Us nazar ki taraf mat dekho
jo apko dekhne se inkar karti hai,
duniya ki bheed me us nazar ko dekho
jo sirf apka hi intzar karti hai..

